Imam Ali A.S.- Apne bacho ka naam paida hona se pehle rakho. ||  Imam Ali A.S. Kamzor par zulm karna badtareen zulm hai. ||  Imam Mohammad Taqi A.S.- Jo meri phuphi(aunty) MASUMA-E-QUM S.A. ki qabr ki ziyarat kare uske liye Jannat hai. ||  Nahjul Balagha: Certainly, the Quran is wonderful in its outward form, and its inner meanings are profound. ||  Imam Ali A.S.- Jab tak tumhe kisi kaam ka TAJURBA/EXPERIENCE na ho jaye tab tak kisi bhi tarah ka qadam mat utahao. ||  Daman E Aql Ko Jo Chaak Nhi Kr Sakta, Wo Kbi Noor Ka Idrak Ni Kr Sakta, Bughz E Haider Ki Nijasat Ha Nijasat Aisi, Aab-E-Zum Zum Bhi Jise Pak Nhi Kr Sakta ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Jo Behtrain tarike se KHANA-E-KAABA ka TAWAF kare aur 2 rakat namaz padhe ALLAH uske pichle Gunah maaf kar dega. ||  Imam Mehdi ATFS- Jab ALLAH SAWW se koi DUA maango to pehle MUHAMMAD WA AALE MUHAMMAD par DURUD(Salwat) bhejo phir apni dua talab karo/maanogo. SALWAT ||  Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar Ki Mujko Hussain Ibn-E-Ali Ne Yeh Naseehat Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar ||  Hazrat Mohammad Mustafa Saww- Jo KHANA khakar ALLAH ka shukr ada karta hai wo unke jaise hai jinho ne ROZA rakha aur sabr kiya. ||  Imam Ali A.S.- Bhook aur Bimari ek jagah jamaa nahi ho sakti. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Sona(Gold) aur Resham meri ummat ki Aurto ke liye Halal hai aur Mardo ke liye Haram hai. ||  Imam Ali A.S.- Apne Bacchon ko NAMAZ sikaho aur jab baligh ho jaye to unko NAMAZ padhne par majboor karo. ||  Imam Ali A.S.: silence is the best reply to a fool. ||  Hazrat Mohammad Mustfa SAWW- Maa Baap ki nafarmani wo gunah hai ki aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Jab kabhi koi Faqeer raat ke waqt darwaze par dastak dekar(aakar) kuch maange to kabhi bhi oose thukrana nahi. ||  Imam jafar Sadiq A.S.- Apni Aulaad ke nek naam rakho kyun ki qayamat me inhee naamo ke zariye pukara jayaga. ||  Imam Ali A.S. : If there was another god he would have sent you his prophets. ||  Imam Ali A.S.- ILM aisi khubsurti hai jo chipi(hidden) rehti aur aisa rishta hai jo munqata(disconnect) nahi hota. ||  Imam Baqir A.S. Agar koi Momin ke liye dua karta hai to farishte ALLAH se uske liye dua karte hai aur farishton ki dua ALLAH jald qubul karta hai. || 

Post Article

Post Your Articles

Weekly Poll

What in today's world can be met by Imam Mehdi (A.J.) [Imam-e-Zamana]


Yes
No
Can't Say
 
View Previous Poll
Hazrat Fatima (salam ullah Alaiha s.a.)
Luminous Points in the Life of  FATIMA AL-ZAHRA (A.S)
Luminous Points in the Life of FATIMA AL-ZAHRA (A.S)
Talking about any aspect or any stage in Fatima's life cannot be separated from those whom she lived with, or from the virtues and qualities that made Fatima and the people who constituted her closest...More
May 13, 2011
0-Star-Rating 0 vote(s)
21184 Views

Before birth talked to her mother a lyrical tribute to Hazret Zahra (AS)
Before birth talked to her mother a lyrical tribute to Hazret Zahra (AS)
Sayeda-tu Nessa-el Aalameen, or the Mistress of the women of the world, Hazart-e Fatemah Zahra (S.A) was the dear daughter of the Prophet Mohammad (S.W). She was born on 20...More
February 16, 2011
0-Star-Rating 0 vote(s)
9672 Views

Hazrat Fatimahs sermon after Fadak was snatched
Hazrat Fatimahs sermon after Fadak was snatched
Praise be to Allah for that which He bestowed (upon us); And thanks be to Him for all that which He inspired; and commended in His Name for that which He Provided: Form prevalent favors which He creat...More
January 19, 2011
0-Star-Rating 0 vote(s)
8453 Views

Mourning for Zahra (pbhu)
Mourning for Zahra (pbhu)
In the middle of the night, the cry of a hopeless sorrow flew out of this house. And then some more... The women from the Ghorayche tribe, especially those from the Bani Hashem tribe, came out of th...More
November 28, 2010
4-Star-Rating 2 vote(s)
6874 Views