Hazrat Mohammad SAWW- 4 cheezen insaan ki khush nasibi hai Nek Dost, Nek Aulad, Uski Biwi ki soch uske jaisi ho aur uska Rozgar uske apne shehar me ho. ||  Imam Ali A.S.- Apne bacho ka naam paida hona se pehle rakho. ||  Imam Ali A.S. Kamzor par zulm karna badtareen zulm hai. ||  Imam Ali a.s ne farmaya: Gunah aik Aisa Marz Hai Jiski Dawa Astaghfar Hai Aur us Gunah ko Na Dohrana uski shifa Hai: Ref: Tajaliat-e-Hikmat Page 205 ||  Hazrat Mohammad SAWW- Maa-Baap ki nafarmani wo gunah hai ke aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  Imam Sadiq A.S. Jo wuzu ke bad kisi chiz se khushk(wipe) nahi karega aur aazae wuzu khud ba khud khushk ho jae(sukh jaye) to ose 30 nekiyon ka sawab milega. ||  Hazrat Mohammad Mustafa Saww- Jo KHANA khakar ALLAH ka shukr ada karta hai wo unke jaise hai jinho ne ROZA rakha aur sabr kiya. ||  S.47, A.7: Ay imanwalo agar tum ALLAH(k deen) ki madad karoge to wo tumhari madad karega aur tumhe sabit qadam rakhega. ||  Imam Sajjad A.S.- Jhooti Qasam se mall barbaad ho jaata hai aur karobar me barkat khatm ho jaati hai. ||  Imam Ali A.S.- Bhook aur Bimari ek jagah jamaa nahi ho sakti. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Jab kabhi koi Faqeer raat ke waqt darwaze par dastak dekar(aakar) kuch maange to kabhi bhi oose thukrana nahi. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Agar koi chahe ke uski DUA qabool ho to woh HARAM KHANA aur HARAM KAMAI se parhez kare. ||  Imam Baqir A.S. Agar koi Momin ke liye dua karta hai to farishte ALLAH se uske liye dua karte hai aur farishton ki dua ALLAH jald qubul karta hai. ||  Imam Mohammad Baqir A.S.- Wo ko WUZU karte waqt ek baar AYATUL QURSI padhe to ALLAH uske 40 saal ki ibadat ka sawab dega, 40 darjat buland karega, 40 huron se shadi karega. ||  Daman E Aql Ko Jo Chaak Nhi Kr Sakta, Wo Kbi Noor Ka Idrak Ni Kr Sakta, Bughz E Haider Ki Nijasat Ha Nijasat Aisi, Aab-E-Zum Zum Bhi Jise Pak Nhi Kr Sakta ||  Imam Ali A.S. Bhooka rehna sabse MUFID(faydewali) aur behtar dawa (medicine) hai. ||  Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar Ki Mujko Hussain Ibn-E-Ali Ne Yeh Naseehat Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar ||  Imam Mohammad Taqi A.S.- Jo meri phuphi(aunty) MASUMA-E-QUM S.A. ki qabr ki ziyarat kare uske liye Jannat hai. ||  Imam Ali A.S.- Jis Din Insaan koi Gunah na kare, wo din uske liye EID ka din hai. ||  Nahjul Balagha: Certainly, the Quran is wonderful in its outward form, and its inner meanings are profound. || 

Post Article

Post Your Articles

Weekly Poll

What in today's world can be met by Imam Mehdi (A.J.) [Imam-e-Zamana]


Yes
No
Can't Say
 
View Previous Poll
Imam Mahdi (Imam e Zamana) (A.S.)
Necessity of the Existence of Imam Mahdi (a.t.f.s)
Necessity of the Existence of Imam Mahdi (a.t.f.s)
In answer to this, it must be said that such people have not really understood the meaning of the Imam, for the duty of the Imam is not only the explanation of the religious sciences and external guid...More
July 05, 2012
0-Star-Rating 0 vote(s)
8567 Views

The Awaiting of Imam Mahdi (a.t.f.s)in the Perspective of Responsibilities
The Awaiting of Imam Mahdi (a.t.f.s)in the Perspective of Responsibilities
The awaiting of Hazrat Imam Mahdi (A.S.) also holds the same distinct characteristics. Even here awaiting purports that an awaiter is not satisfied with his present circumstances and is hoping for a b...More
July 05, 2012
5-Star-Rating 1 vote(s)
50803 Views

The Last Luminary the Birth of Imam Mahdi (a.t.f.s)
The Last Luminary the Birth of Imam Mahdi (a.t.f.s)
Yes, finally, the Divine Promise was fulfilled and Imam al-Mahdi (a.s.) was born in spite of the efforts of those who denied him. It is one of history's miracles that the Umayyids, 'Abbasides and oth...More
July 05, 2012
5-Star-Rating 2 vote(s)
19140 Views

15th Shaban:The Happy and Auspicious Birthday Anniversary of Imam Mahdi (PBUH)
15th Shaban:The Happy and Auspicious Birthday Anniversary of Imam Mahdi (PBUH)
Hadrat Hujjat ibn Hasan al-Askari(A.S.) the Twelfth Holy Imam, Al-Mahdi was born on 15th Shaban in 255 A.H. in Samarrah(Iraq). On this Auspicious and Solemn Occasion we extend our Heartiest and Happy ...More
July 26, 2011
0-Star-Rating 0 vote(s)
88432 Views

'Today on top of palace, tomorrow buried in pits'  words of Imam Al-Hadi (A)
'Today on top of palace, tomorrow buried in pits' words of Imam Al-Hadi (A)
When Mutawakkil (the Abbasid Caliph) whom his hatred to the Ahl al-Bayt (PBUT) and their followers is evident, became the Caliph he feared that Imam Hadi (PBUH) rise against him. Therefore he bade Ima...More
October 29, 2010
5-Star-Rating 2 vote(s)
9928 Views

Hazrat Imam Mahdi (ATF) in light of Prophet (S) sayings
Hazrat Imam Mahdi (ATF) in light of Prophet (S) sayings
The 12th Imam - co-name and co-filial appellation of the prophet of Allah (SAWW) - Hazrat Mahdi bin Hassan bin Ali bin Muhammad bin Ali bin Moosa bin Ja'far bin Muhammad bin Ali bin Al Hussain bin Ali...More
September 22, 2010
5-Star-Rating 1 vote(s)
71884 Views

Seven miracles of Imam Sahibul Amr (ATF)
Seven miracles of Imam Sahibul Amr (ATF)
(Hadiqatush Shiia by: Moqaddas Ardbeli) Muhammad bin Kufi has reported from (Hazrat) Imam Jafar e Sadiq (AS) that seven men will demand miracle from my son (Hazrat) Sahibul Amr (ATF): First Mi...More
August 18, 2010
4-Star-Rating 5 vote(s)
23825 Views

Bouquet of fragrance Welcome Mahdi (AS)
Bouquet of fragrance Welcome Mahdi (AS)
On that unforgettable morning, snow white and sky blue; The golden rays of the sun, riding on a gentle breeze, they flew! Passed many plains and gardens, roses and lilies, covered with morning de...More
July 14, 2010
0-Star-Rating 0 vote(s)
8438 Views