Imam Ali a.s ne farmaya: Gunah aik Aisa Marz Hai Jiski Dawa Astaghfar Hai Aur us Gunah ko Na Dohrana uski shifa Hai: Ref: Tajaliat-e-Hikmat Page 205 ||  Imam Baqir A.S. Agar koi Momin ke liye dua karta hai to farishte ALLAH se uske liye dua karte hai aur farishton ki dua ALLAH jald qubul karta hai. ||  Imam Ali A.S.- Jis Din Insaan koi Gunah na kare, wo din uske liye EID ka din hai. ||  Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai To Yaad Diladunga Jung Haider-E-Karrar Ki ||  Imam Mohammad Baqir A.S.- Wo ko WUZU karte waqt ek baar AYATUL QURSI padhe to ALLAH uske 40 saal ki ibadat ka sawab dega, 40 darjat buland karega, 40 huron se shadi karega. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW-Agar Koi MUSALMAAN ko milawat wala MAAL bechta hai wo humme se nahi hai. QAYAMAT ke din wo YAHUDIYO ke sath uthaya jayega. ||  Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar Ki Mujko Hussain Ibn-E-Ali Ne Yeh Naseehat Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar ||  Imam Ali A.S.-Haaya(Sharm) bure kaamo se rok deti hai. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Jab kabhi koi Faqeer raat ke waqt darwaze par dastak dekar(aakar) kuch maange to kabhi bhi oose thukrana nahi. ||  Imam Ali A.S.- Bhook aur Bimari ek jagah jamaa nahi ho sakti. ||  Imam Ali A.S.- Jab tak tumhe kisi kaam ka TAJURBA/EXPERIENCE na ho jaye tab tak kisi bhi tarah ka qadam mat utahao. ||  Imam Ali A.S. Kamzor par zulm karna badtareen zulm hai. ||  Hazrat Mohammad Mustafa Saww- Jo KHANA khakar ALLAH ka shukr ada karta hai wo unke jaise hai jinho ne ROZA rakha aur sabr kiya. ||  Imam Ali A.S.- ILM aisi khubsurti hai jo chipi(hidden) rehti aur aisa rishta hai jo munqata(disconnect) nahi hota. ||  Imam Sadiq A.S. Naye Kapde pehante waqt LA ELAAHAA ILLALAH MUHAMMDUR RASULALLAH padho taake tum aafato se najat pao aur khush raho. ||  Hazrat Mohammad Mustfa SAWW- Maa Baap ki nafarmani wo gunah hai ki aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  Imam Ali A.S. Bhooka rehna sabse MUFID(faydewali) aur behtar dawa (medicine) hai. ||  Nahjul Balagha: Certainly, the Quran is wonderful in its outward form, and its inner meanings are profound. ||  Imam Sadiq A.S. Jo wuzu ke bad kisi chiz se khushk(wipe) nahi karega aur aazae wuzu khud ba khud khushk ho jae(sukh jaye) to ose 30 nekiyon ka sawab milega. ||  Wo Jis Ne Apny Na Na Ka Wada Wafa Kar Dia Ghar Ka Ghar Supard-E-Khuda Kar Dia Nosh Kar Lia Jis Ne Shahadat Ka Jaam Us 'Hussain Ibne-Ali' Par Lakhon Salam || 
Weekly Articles
ENJOINING GOOD & FORBIDDING BAD
ENJOINING GOOD & FORBIDDING BAD
1. ALLAH Says:- Those believe in ALLAH and the day of judgment they enjoin what is good and forbid what is bad, and they hasten to follow righteousness they are among the virtuous and pious men. (Q....More
5-Star-Rating 1 vote(s)
66780 Views

LEARNING AND RESEARCH IN RELIGION (IJTEHAD)
LEARNING AND RESEARCH IN RELIGION (IJTEHAD)
1. ALLAH Says:- “Why not a contingent from every group go forth to devote themselves to studies in religion, and warn people when they return to them that thus they may guard themselves(against...More
5-Star-Rating 2 vote(s)
7654 Views

SONG & MUSIC
SONG & MUSIC
1. Imam-e-Jafar-e-Sadiq(A.S.) says:- The house in which singing takes place becomes the abode of calamities, Neither prayers are answered in this house nor angels visit it. This house remains bereft ...More
0-Star-Rating 0 vote(s)
7902 Views

EXCELLENCE OF THE MONTH OF RAJAB
EXCELLENCE OF THE MONTH OF RAJAB
1. The Prophet (SAW) said :- Rajab is the month of ALLAH, Shaban is my month and Ramzan is the month of the Ummah, should any one keep fasts in Rajab, he would be entitled for God`s pleasure and will...More
0-Star-Rating 0 vote(s)
7786 Views

HIGH STATUS OF 'ULEMA' (LEANED SCHOLARS OF RELIGIOUS LAWS)
HIGH STATUS OF 'ULEMA' (LEANED SCHOLARS OF RELIGIOUS LAWS)
1. ALLAH(SWT) says:- “If know you not, ask of those who know” (Ch. 21 (Ambiya) V. 7) 2. Imam-e-Kazim (A.S.) says:- When a true scholar of Islamic laws dies, angels mourn on him and the...More
0-Star-Rating 0 vote(s)
8545 Views

OBEDIENCE TO PARENTS
OBEDIENCE TO PARENTS
1. ALLAH(SWT) says:- Your Lord has decreed that you worship none but Him and that you be kind to your parents. If they attain old age in your life one of them or both, say not to them a word of conte...More
3-Star-Rating 2 vote(s)
7629 Views

CHARITY (SADAQA)
CHARITY (SADAQA)
1. Hazrat Ali (A.S.) says :- Charity (offering money for poor and needy) is the most useful remedy for well-being and the people`s actions performed in this world will be placed before their eyes in ...More
0-Star-Rating 0 vote(s)
10130 Views

OBSERVING HIJAB (VEIL)
OBSERVING HIJAB (VEIL)
1. ALLAH says:- O Prophet ! Tell thy wives and daughters and the believing women that they should cast veil over their persons (when out of doors). (Q.33 Ch. (Ahzali) verse 59) 2. Hazrat Fatma Zahr...More
0-Star-Rating 0 vote(s)
8244 Views

BACKBITING
BACKBITING
1. ALLAH (SWT) says:- O who believe! Do not speak ill of each other behind their back. Would any of you like to eat the flesh of his dead brother? Nay you would hate it surely. (Chapter 49 (Hujarat ...More
5-Star-Rating 2 vote(s)
8286 Views

JUMA PRAYER
JUMA PRAYER
 1. ALLAH(SWT) says:- O Who believe, when the call is proclaimed to prayer on Friday, hasten to the remembrance of ALLAH and leave off business. This is the best for you if you but know. (Chapt...More
5-Star-Rating 1 vote(s)
70338 Views

NAMAZ (RITUAL PRAYER)
NAMAZ (RITUAL PRAYER)
1. ALLAH (SWT) Says:- (O Prophet (SAW)!) establish regular prayers, for prayer restrains from shameful and evil deeds. (Q29 (Ankaboot) V.45) 2.  Hazrat Imam-e-Sadiq (A.S.) says:- Indeed Namaz...More
0-Star-Rating 0 vote(s)
9900 Views