Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar Ki Mujko Hussain Ibn-E-Ali Ne Yeh Naseehat Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar ||  Daman E Aql Ko Jo Chaak Nhi Kr Sakta, Wo Kbi Noor Ka Idrak Ni Kr Sakta, Bughz E Haider Ki Nijasat Ha Nijasat Aisi, Aab-E-Zum Zum Bhi Jise Pak Nhi Kr Sakta ||  Hazrat Mohammad Mustafa Saww- Jo KHANA khakar ALLAH ka shukr ada karta hai wo unke jaise hai jinho ne ROZA rakha aur sabr kiya. ||  Imam Mohammad Taqi A.S.- Jo meri phuphi(aunty) MASUMA-E-QUM S.A. ki qabr ki ziyarat kare uske liye Jannat hai. ||  Imam jafar Sadiq A.S.- Apni Aulaad ke nek naam rakho kyun ki qayamat me inhee naamo ke zariye pukara jayaga. ||  Imam Ali A.S.-Jehalat(ignorance) har buraai ki jad(root) hai, jehalat aakherat ko barbbad kar deti hai. ||  Imam Ali A.S.- Jab tak tumhe kisi kaam ka TAJURBA/EXPERIENCE na ho jaye tab tak kisi bhi tarah ka qadam mat utahao. ||  Imam Ali A.S.: silence is the best reply to a fool. ||  Imam Ali A.S.- Jis Din Insaan koi Gunah na kare, wo din uske liye EID ka din hai. ||  Imam Ali a.s ne farmaya: Gunah aik Aisa Marz Hai Jiski Dawa Astaghfar Hai Aur us Gunah ko Na Dohrana uski shifa Hai: Ref: Tajaliat-e-Hikmat Page 205 ||  Imam Sadiq A.S. Naye Kapde pehante waqt LA ELAAHAA ILLALAH MUHAMMDUR RASULALLAH padho taake tum aafato se najat pao aur khush raho. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Maa-Baap ki nafarmani wo gunah hai ke aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Agar koi chahe ke uski DUA qabool ho to woh HARAM KHANA aur HARAM KAMAI se parhez kare. ||  Imam Baqir A.S. Agar koi Momin ke liye dua karta hai to farishte ALLAH se uske liye dua karte hai aur farishton ki dua ALLAH jald qubul karta hai. ||  Imam Mehdi ATFS- Jab ALLAH SAWW se koi DUA maango to pehle MUHAMMAD WA AALE MUHAMMAD par DURUD(Salwat) bhejo phir apni dua talab karo/maanogo. SALWAT ||  Imam Sajjad A.S.- Jhooti Qasam se mall barbaad ho jaata hai aur karobar me barkat khatm ho jaati hai. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Jab kabhi koi Faqeer raat ke waqt darwaze par dastak dekar(aakar) kuch maange to kabhi bhi oose thukrana nahi. ||  Imam Ali A.S. : If there was another god he would have sent you his prophets. ||  Imam Ali A.S.- Apne Bacchon ko NAMAZ sikaho aur jab baligh ho jaye to unko NAMAZ padhne par majboor karo. ||  Imam Ali A.S.-Haaya(Sharm) bure kaamo se rok deti hai. || 
Month Of Rajab

1Rajab-al-Murajjab Birth of Imam Mohammad Baqir(a.s.) - [57 A.H.]

2 Rajab-al-Murajjab Birth of Imam Ali Naqi al-Hadi(a.s.) - [214 A.H.]

3 Rajab-al-Murajjab Martyrdom of Imam Ali Naqi al-Hadi(a.s.) - [254 A.H.]

5 Rajab-al-Murajjab Birth of Imam Ali Naqi al-Hadi(a.s.) - [214 A.H.]

10 Rajab-al-Murajjab Birth of Imam Mohammad Taqi al-Jawwad(a.s.) - [195 A.H.]

12 Rajab-al-Murajjab Death of Hazrat Abbas ibn-e-Abdul Muttalib - Uncle of Prophet Mohammad(sawaw)

13 Rajab-al-Murajjab Birth of Imam Ali ibn-e-Abi Talib(a.s.) - [30 B.H.] Ayyam-e-Bayz

14 Rajab-al-Murajjab Ayyam-e-Bayz

15 Rajab-al-Murajjab Death of Hazrat Zainab bint-e-Ali(a.s.) - [62 A.H.] Ayyam-e-Bayz

20 Rajab-al-Murajjab Birth of Hazrat Sakina bint-al-Hussain(a.s.)

24 Rajab-al-Murajjab Battle of Khaibar - [7 A.H.]

25 Rajab-al-Murajjab Martyrdom of Imam Moosa al-Kazim(a.s.) - [183 A.H.]

26 Rajab-al-Murajjab Death of Hazrat Abu Talib(a.s.)

27 Rajab-al-Murajjab Shab-e-Mairaj

28 Rajab-al-Murajjab Start of Journey of Imam Hussain(a.s.) towards Karbala - [60 A.H.]

29 Rajab-al-Murajjab Battle of Tabouq - [9 A.H.]