Wo Jis Ne Apny Na Na Ka Wada Wafa Kar Dia Ghar Ka Ghar Supard-E-Khuda Kar Dia Nosh Kar Lia Jis Ne Shahadat Ka Jaam Us 'Hussain Ibne-Ali' Par Lakhon Salam ||  Imam Ali A.S.- Jab tak tumhe kisi kaam ka TAJURBA/EXPERIENCE na ho jaye tab tak kisi bhi tarah ka qadam mat utahao. ||  Imam Baqir A.S. Agar koi Momin ke liye dua karta hai to farishte ALLAH se uske liye dua karte hai aur farishton ki dua ALLAH jald qubul karta hai. ||  Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar Ki Mujko Hussain Ibn-E-Ali Ne Yeh Naseehat Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar ||  S.7, A.20 : Logo Quran Padha jaye to dhiyaan se suno aur khamosh raho taaki tum par reham kiya jaye. ||  Imam Ali a.s ne farmaya: Gunah aik Aisa Marz Hai Jiski Dawa Astaghfar Hai Aur us Gunah ko Na Dohrana uski shifa Hai: Ref: Tajaliat-e-Hikmat Page 205 ||  Imam Mohammad Taqi A.S.- Jo meri phuphi(aunty) MASUMA-E-QUM S.A. ki qabr ki ziyarat kare uske liye Jannat hai. ||  Imam Sadiq A.S. Jo wuzu ke bad kisi chiz se khushk(wipe) nahi karega aur aazae wuzu khud ba khud khushk ho jae(sukh jaye) to ose 30 nekiyon ka sawab milega. ||  Imam Ali A.S.- ILM aisi khubsurti hai jo chipi(hidden) rehti aur aisa rishta hai jo munqata(disconnect) nahi hota. ||  Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai To Yaad Diladunga Jung Haider-E-Karrar Ki ||  Imam Sadiq A.S.- Jo Quran ki tilawat dekh ke kare to uski annkhon ki roshni mazbut hogi aur uske waledain ke gunah maaf honge, chaahe wo kafir hi kyun na ho. ||  Imam Sajjad A.S.- Jhooti Qasam se mall barbaad ho jaata hai aur karobar me barkat khatm ho jaati hai. ||  Imam Mohammad Baqir A.S.- Wo ko WUZU karte waqt ek baar AYATUL QURSI padhe to ALLAH uske 40 saal ki ibadat ka sawab dega, 40 darjat buland karega, 40 huron se shadi karega. ||  S.47, A.7: Ay imanwalo agar tum ALLAH(k deen) ki madad karoge to wo tumhari madad karega aur tumhe sabit qadam rakhega. ||  Imam Ali A.S.- Apne Bacchon ko NAMAZ sikaho aur jab baligh ho jaye to unko NAMAZ padhne par majboor karo. ||  Hazrat Mohammad Mustfa SAWW- Maa Baap ki nafarmani wo gunah hai ki aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Jo Behtrain tarike se KHANA-E-KAABA ka TAWAF kare aur 2 rakat namaz padhe ALLAH uske pichle Gunah maaf kar dega. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Sona(Gold) aur Resham meri ummat ki Aurto ke liye Halal hai aur Mardo ke liye Haram hai. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Agar koi chahe ke uski DUA qabool ho to woh HARAM KHANA aur HARAM KAMAI se parhez kare. ||  Hazrat Mohammad SAWW- 4 cheezen insaan ki khush nasibi hai Nek Dost, Nek Aulad, Uski Biwi ki soch uske jaisi ho aur uska Rozgar uske apne shehar me ho. || 

Post Article

Post Your Articles

Weekly Poll

What in today's world can be met by Imam Mehdi (A.J.) [Imam-e-Zamana]


Yes
No
Can't Say
 
View Previous Poll
Imam Ali (A.S.)
Splitting of Kaaba Because Imam Ali Birth
Splitting of Kaaba Because Imam Ali Birth
But when the time of Ali's birth approached, his mother, Fatima Bint Asad, was asked to enter the Kaba. And this was not an accidental affair as if a woman was in the mosque and suddenly she was...More
June 05, 2012
5-Star-Rating 10 vote(s)
26264 Views

Event of Ghadir Khumm
Event of Ghadir Khumm
The following is a description of the historic event of Ghadir Khumm.  Click on the book icons below to see the detailed references backing up each key element of this event.  The separ...More
November 11, 2011
5-Star-Rating 1 vote(s)
25364 Views

The event of Ghadeer Khum in Quran-Sunnah & History
The event of Ghadeer Khum in Quran-Sunnah & History
As you know that the Shi`a say that Ali (rah) is the one who should have been the first khalifa and not Abu Bakr (rah) (or Umar (rah) or Uthman (rah)). They bring some evidences from the Sunni books (...More
November 11, 2011
0-Star-Rating 0 vote(s)
8475 Views

Eid-e Ghadir-Declaration at Ghadir e Khumm
Eid-e Ghadir-Declaration at Ghadir e Khumm
Yaum-ul-Ghadir Mubarak Everyone!    Eid-e Gadhir is celebrated with great rejoicing by Shia Muslims where they remember Prophet Muhammad's last instructions to the believers. Eid-...More
November 11, 2011
5-Star-Rating 1 vote(s)
40526 Views

History of Imam Ali b. Abi Talib, peace be on him, shrine
History of Imam Ali b. Abi Talib, peace be on him, shrine
The visit of Prophet Abraham and Isaac and Abraham's prediction and desire to buy the Valley of Peace Those who have visited Najaf will remember vividly that to the north ...More
November 22, 2011
0-Star-Rating 0 vote(s)
13731 Views

Ghadir - the greatest feast
Ghadir - the greatest feast
Today I have perfected your religion and completed my favor upon you, and I was satisfied that Islam be your religion. (Quran 5:3) When Noah was appointed, he called upon...More
September 15, 2010
5-Star-Rating 1 vote(s)
22213 Views

Imam Ali (A.S.) Last Will after Dharbah on Ramadan 19
Imam Ali (A.S.) Last Will after Dharbah on Ramadan 19
In the 40th year of Hijri, in the early hours of the morning of 19th Ramadan, Imam Ali (AS) was struck with a poisoned sword by the Kharijite Ibn Muljim (may the curse of Allah be upon him) while ...More
August 10, 2010
3-Star-Rating 2 vote(s)
13324 Views