Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Agar koi chahe ke uski DUA qabool ho to woh HARAM KHANA aur HARAM KAMAI se parhez kare. ||  Wo Jis Ne Apny Na Na Ka Wada Wafa Kar Dia Ghar Ka Ghar Supard-E-Khuda Kar Dia Nosh Kar Lia Jis Ne Shahadat Ka Jaam Us 'Hussain Ibne-Ali' Par Lakhon Salam ||  Imam Jafar Sadiq A.S.- Jo Mohtaj Momin ko Khana khilaye to aisa hai ke usne Hazrat Ismail ki Aulad me se 100 admiyo ko QATL se bachaya. ||  Imam Mohammad Taqi A.S.- Jo meri phuphi(aunty) MASUMA-E-QUM S.A. ki qabr ki ziyarat kare uske liye Jannat hai. ||  Imam Sajjad A.S.- Jhooti Qasam se mall barbaad ho jaata hai aur karobar me barkat khatm ho jaati hai. ||  Imam Ali A.S.- Jab tak tumhe kisi kaam ka TAJURBA/EXPERIENCE na ho jaye tab tak kisi bhi tarah ka qadam mat utahao. ||  Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai To Yaad Diladunga Jung Haider-E-Karrar Ki ||  Imam Ali A.S.- Jis Din Insaan koi Gunah na kare, wo din uske liye EID ka din hai. ||  Imam Ali A.S.-Haaya(Sharm) bure kaamo se rok deti hai. ||  Imam Sadiq A.S. Jo wuzu ke bad kisi chiz se khushk(wipe) nahi karega aur aazae wuzu khud ba khud khushk ho jae(sukh jaye) to ose 30 nekiyon ka sawab milega. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Jo Behtrain tarike se KHANA-E-KAABA ka TAWAF kare aur 2 rakat namaz padhe ALLAH uske pichle Gunah maaf kar dega. ||  S.47, A.7: Ay imanwalo agar tum ALLAH(k deen) ki madad karoge to wo tumhari madad karega aur tumhe sabit qadam rakhega. ||  Imam Ali A.S. Bhooka rehna sabse MUFID(faydewali) aur behtar dawa (medicine) hai. ||  Hazrat Mohammad SAWW- 4 cheezen insaan ki khush nasibi hai Nek Dost, Nek Aulad, Uski Biwi ki soch uske jaisi ho aur uska Rozgar uske apne shehar me ho. ||  Imam Mohammad Baqir A.S.- Wo ko WUZU karte waqt ek baar AYATUL QURSI padhe to ALLAH uske 40 saal ki ibadat ka sawab dega, 40 darjat buland karega, 40 huron se shadi karega. ||  The Holy Prophet Mohammad s.a.w.w said :Train your children in three things :thelove of your Prophet ,the love of his progeny i.e AHLULBAYT and recitation of the Quran....Al -Jami-ul-saghir vol 1 p14 ||  Imam Ali A.S.- Jo ISTEKHARA karega woh kabhi hairan nahi foga aur jo mashwara(advice) lega kabhi pareshan nahi hoga. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Jab kabhi koi Faqeer raat ke waqt darwaze par dastak dekar(aakar) kuch maange to kabhi bhi oose thukrana nahi. ||  Imam Ali A.S.: silence is the best reply to a fool. ||  Imam Ali A.S. Se Poocha gaya ke Sharif kaun hai? AAP ne farmaya 'Jo Kamzor ke saath INSAAF kare'.  || 
Maxims of Imam Zayn-ul Abideen (AS) on Tragedy of Karbala
Date: 24th August 2010           5-Star-Rating 1 vote(s)
Maxims of Imam Zayn-ul Abideen (AS) on Tragedy of Karbala

Once a man came to Imam Ali Ibn al-Husain Zayn-ul Abideen (AS) and said that years have passed on Karbala Tragedy but you still weep. You should stop weeping now. You and your forefathers themselves said ‘martyrdom is our inheritance’ then if your father, uncle, brothers and companions of your father were martyred, why you weep?
“O man! Martyrdom is our inheritance,” Imam replied adding that but, was it also our inheritance that veils of daughters of prophet whom even the

sun had not seen were taken away, they were fixed in ropes with their hands after their necks, their tents were set on fire, they were seated on bare backs of camels, and brought to the bazaars of Syria and Kufa and courts of Yazid and Ibne Zyad?

Surely, I have never brought to mind the martyrdom of the children of Fatimah (AS) except that I have been choked with tears due to it.

Imam Ali Ibn al-Husain (AS) used to say: Every Mu'min, whose eyes shed tears upon the killing of Husain Ibn Ali (AS) and his companions, such that the tears roll down his cheeks, Allah shall accommodate him in the elevated rooms of paradise.

We, descendants of the Noble Prophet of Islam (AS), have been trained from childhood to face afflictions and sufferings. We know that those who are loved by Allah are tried by Him and if they remain steadfast and true to their faith in Him, then only He bestows His Divine favors on them in the life hereafter which is permanent and not transitory like this worldly life.

Rating
1 vote(s)
Leave a comment
* Name * E-Mail
 
CAPTCHA Enter the characters as seen on the image (case insensitive)
* Comment