Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar Ki Mujko Hussain Ibn-E-Ali Ne Yeh Naseehat Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar ||  Wo Jis Ne Apny Na Na Ka Wada Wafa Kar Dia Ghar Ka Ghar Supard-E-Khuda Kar Dia Nosh Kar Lia Jis Ne Shahadat Ka Jaam Us 'Hussain Ibne-Ali' Par Lakhon Salam ||  Imam Ali A.S.-Jehalat(ignorance) har buraai ki jad(root) hai, jehalat aakherat ko barbbad kar deti hai. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Jo Behtrain tarike se KHANA-E-KAABA ka TAWAF kare aur 2 rakat namaz padhe ALLAH uske pichle Gunah maaf kar dega. ||  Imam jafar Sadiq A.S.- Apni Aulaad ke nek naam rakho kyun ki qayamat me inhee naamo ke zariye pukara jayaga. ||  Imam Ali A.S.- Bhook aur Bimari ek jagah jamaa nahi ho sakti. ||  Imam Ali a.s ne farmaya: Gunah aik Aisa Marz Hai Jiski Dawa Astaghfar Hai Aur us Gunah ko Na Dohrana uski shifa Hai: Ref: Tajaliat-e-Hikmat Page 205 ||  Imam Sadiq A.S. Naye Kapde pehante waqt LA ELAAHAA ILLALAH MUHAMMDUR RASULALLAH padho taake tum aafato se najat pao aur khush raho. ||  Imam Ali A.S.- Jis Din Insaan koi Gunah na kare, wo din uske liye EID ka din hai. ||  Imam Ali A.S.: silence is the best reply to a fool. ||  Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai To Yaad Diladunga Jung Haider-E-Karrar Ki ||  Imam Mohammad Taqi A.S.- Jo meri phuphi(aunty) MASUMA-E-QUM S.A. ki qabr ki ziyarat kare uske liye Jannat hai. ||  Hazrat Mohammad SAWW- 4 cheezen insaan ki khush nasibi hai Nek Dost, Nek Aulad, Uski Biwi ki soch uske jaisi ho aur uska Rozgar uske apne shehar me ho. ||  Imam Mehdi ATFS- Jab ALLAH SAWW se koi DUA maango to pehle MUHAMMAD WA AALE MUHAMMAD par DURUD(Salwat) bhejo phir apni dua talab karo/maanogo. SALWAT ||  Imam Ali A.S.- Jab tak tumhe kisi kaam ka TAJURBA/EXPERIENCE na ho jaye tab tak kisi bhi tarah ka qadam mat utahao. ||  Hazrat Mohammad Mustafa Saww- Jo KHANA khakar ALLAH ka shukr ada karta hai wo unke jaise hai jinho ne ROZA rakha aur sabr kiya. ||  Imam Ali A.S.- Jo ISTEKHARA karega woh kabhi hairan nahi foga aur jo mashwara(advice) lega kabhi pareshan nahi hoga. ||  Imam Mohammad Baqir A.S.- Wo ko WUZU karte waqt ek baar AYATUL QURSI padhe to ALLAH uske 40 saal ki ibadat ka sawab dega, 40 darjat buland karega, 40 huron se shadi karega. ||  Daman E Aql Ko Jo Chaak Nhi Kr Sakta, Wo Kbi Noor Ka Idrak Ni Kr Sakta, Bughz E Haider Ki Nijasat Ha Nijasat Aisi, Aab-E-Zum Zum Bhi Jise Pak Nhi Kr Sakta ||  Imam Sadiq A.S. Jo wuzu ke bad kisi chiz se khushk(wipe) nahi karega aur aazae wuzu khud ba khud khushk ho jae(sukh jaye) to ose 30 nekiyon ka sawab milega. || 

Poll

What in today's world can be met by Imam Mehdi (A.J.) [Imam-e-Zamana]


Yes
No
Can't Say
 
View Previous Poll
Explosion at Shia mosque in Afghanistan’s Kandahar causes ‘heavy casualties’
Date: 17th October 2021          4-Star-Rating 1 vote(s)
Explosion at Shia mosque in Afghanistan’s Kandahar causes ‘heavy casualties’

A large explosion has hit a Shia mosque in Afghanistan’s southern city of Kandahar, killing at least 33 people and wounding scores of others.

Qari Saeed Khosti, the spokesman of the Taliban’s new government’s interior ministry said, said the blast which took place during Friday prayers caused "heavy casualties", adding that authorities are collecting details of the explosion.

There was no immediate claim of responsibility for the attack. Eyewitnesses described three terrorists, one of whom blew himself up at the entrance to the mosque with the two others detonating their devices inside the building.

It came just a week after a bomb attack claimed by the Daesh terrorist group killed more than 150 people and left score of others injured at a Shia mosque in the northeastern city of Kunduz.

Nematullah Wafa, a former member of the local provincial council, said the new attack occurred at the Imam Bargah mosque.

Photographs and mobile phone footage posted by journalists on social media showed many people apparently dead or seriously wounded on the bloody floor of the mosque.

A health official gave figures of 33 dead and 73 wounded and said the final total could be higher.

The embassy of Iran condemned the attack. "We hope Taliban leaders take decisive action against these wicked terrorist incidents," it said in a tweet.

There have been several attacks in Afghanistan in recent weeks, some of which have been claimed by an armed group affiliated with the Daesh terrorist group.

The terrorist bombing last Friday came after the Taliban said they did not consider Daesh a threat, but a “headache.”

The Taliban say Daesh lacks popular support in Afghanistan and would certainly very soon be “suppressed.”

The militant group took power in Afghanistan in mid-August, as the US was in the middle of a chaotic troop withdrawal from the country. The Taliban announced the formation of a caretaker government on September 7.

The Taliban first ruled Afghanistan from 1996 to 2001, when the United States invaded the country and toppled the Taliban-run government on the pretext of fighting terrorism following the September 11 attacks in the US.

Rating
1 vote(s)
Leave a comment
* Name * E-Mail
 
CAPTCHA Enter the characters as seen on the image (case insensitive)
* Comment